RSS SubjectsBlogs about "Bashir Badr"

Bashir Badr

phuul saa kuch kalaam aur sahii
2007-05-31 04:34:00
phuul saa kuch kalaam aur sahii ek Ghazal us ke naam aur sahii uskii zulfeN bahut ghanerii haiN aik shab kaa qayaam aur sahii (qayaam : stay) zindagii ke udaas qisse haiN aik laRkii kaa naam aur sahii (qisse : tales) karsiyoN (?) ko sunaaiye GhazaleN qatl kii aik shaam aur sahii kapkapaatii hai raat siine meN zaher kaa aik jaam aur sahii (jaam : glass) Bashir Badr

vo nahiiN hai to us kii aas rahe
2007-05-30 04:28:00
vo nahiiN hai to us kii aas rahe aik jaaye to aik paas rahe jab bhii kasne lagaa, utaar diyaa is badan par ka’ii libaas rahe (libaas : dress, clothes) aik din maiN agar lahuu pii luuN ka’ii din bartanoN meN baas rahe (bartan : vessel) donoN ek duusre kaa muuNh dekheN aaiinaa, aaiine ke paas rahe aaj ham sab ke saath Khuub haNse aur phir ...
vaqt-e-ruKhsat kahiiN taare kahiiN jugnuu aaye
2007-05-29 04:19:00
vaqt-e-ruKhsat kahiiN taare kahiiN jugnuu aaye haar pehnaane mujhe phuul se baazuu aaye (vaqt-e-ruKhsat : time of departure; baazuu : hands) bas gayii hai mere ehsaas meN ye kaisii mahek ko’ii Khushbuu maiN lagaauuN terii Khushbuu aaye maiN ne din raat Khudaa se ye du’aa maaNgii thii ko’ii aahaT na ho dar pe mere aur tuu aaye us kii baateN ke gul-o-la’ala ...
46934 blogs in the directory.
Statistics resets every week.

Contact | About
© Blog Toplist 2008 - Supported by Web Catalog - SEO by FeWorks
eXTReMe Tracker